शुक्रवार, 19 अगस्त 2011

Lafz lafz



mujhe"lafz" se pyar hai ,
lafz jo bata jate ha....
i kabhi mayne mere pyar ke,
to.......
kabhi rula jata hai bewafai teri ,
mujhe lafz se pyar hai
... yeh lafz hi they na tere ......
jisne mujhe kahi ka nhi rakha ,
yeh lafz hi to hai mere


jo aj bhi muozud mere aas pass

mujhe tere hone ka ahsasa dilate
aaj bhi mere lafzo mai tu kahi lazimi hai ,
aaj hi par tere lafzo mai mai nadarad si
lafzo ne ek kaynat bun di hai mere charo taraf .
tere hone na hone ki .........
bawari si mai ..........
kab tujhse pyar karti thi ........
mai to sirf lafzo se pyar karti thi
tere ............
 han tere lafzo se .....
aaj bhi........
....kal bhi
..........................


par tune to mere lafz bhi chin lie na.....................
............BEWAFA
- Neelima Sharma

मंगलवार, 9 अगस्त 2011

tooti hue ummid

Roz karti hu bate hazaro apne app se .....meri is aadat ne mujhe or bhi tanha bana diya !!........... neelima
.......................................................................................
ek bat jo maine kisi se kabhi kahi hi nhi ..........aaj dil us bat ko khud ko bhi kahne se darne laga hai !!NEELIMA
.......................................................................................
 mujhe achche nhi lagte woh chehre jinke mathe pe shikan aankho mai kameengi hoti hai !!!!....neelima
.......................................................................................
aaj fir se ek chehre ne hame kuch aisa tamacha mara ........ dil to hamara toota .chot usko bhi lagegi par barso bad :!!neelima
........................................................................................
sach kahte hai bare sayane .......... dil apna hota hai par bas  woh sirf apni jane!!!! neelima
.........................................................................................
 bahut mushkil hai .jindgi se jindgi ko jeena ............. kitne hai zahar k pyale piye ab bhi baki hai kitno ko peena!! neelima
...........................................................................................