शनिवार, 28 मार्च 2009
मंगलवार, 24 मार्च 2009
ॐ गन गणपतये namah
108 name of ganesha
shree ganeshasya ashtottarshat
namavali:1vighneshay namah:2।vishvavarday namah:3।vishvachashushe namah:4.jagatprabhave namah:5.hiranyrupay namah:6.sarwatmane namah:7.gyanrupay namah:8.jaganmyay namah:9.uradhrethse namah:10.mahabahawe namah:11.ameyay namah:12.amitvikramay namah:13.vedvedayay namah:14.mahakalay namah:15.vidyanidhye namah:16.anamyay namah:17.sarvgyay namah:18.sarvgay namah:19.shantay namah:20.gazasyay namah:21.cheteshvaray namah:22.vigatzwaray namah:23.vishwmurtay namah;24.ameyatmane namah:25.vishwadharay namah:26.sanatnay namah:27.samgay namah:28.priyay namah:29.mantrine namah:30.satwadharay namah:31.suradhishay namah:32.samastdharay namah:33.nirdwanday namah:34.nirlokay namah:35.amoghvikramay namah;36.nirmalay namah:37.punyay namah:38.kamday namah:39.kantiday namah:40.kamrupiny namah:41.kamposhine namah:.42.kamalakshay namah:43.gazannay namah:44.sumukhay namah:45.sharmday namah:46.mushkadipatye namah:47.shudhay namah:48.dhirghtunday namah:49.shreepatye namah:50.anantyay namah:51.mohvarzitay namah:52.vakartunday namah:53.shurapkarnay namah:54.parmay namah:55.yogishay namah:56.yogadhamne namah:57.umasutay namah:58.aapaddhantry namah:59.ekdantay namah:60.mahagriway namah:61.sharnyay namah:62.sidhsenay namah:63.sidhveday namah:64.karunay namah:65.sidhye namah:66.bhagwate namah:67.awygray namah:68.viktay namah.:69.kap[ilay namah:70.dhundirazay namah:71.ugray namah:72.bhimodaray namah:73.shubhay namah:74.ganadhykhay namah:75.ganeshay namah:76.ganaradhyay namah:77.gannaykay namah:78.jyoti:swaroopay namah:79.bhootatmane namah:80.dhumraketwe namah:81.anukoolay namah:82.kumargurwe namah:83.ananday namah:84.herambay namah:85.vedstutay namah:86.nagyagyopvitne namah:87.dudhurshay namah;88.baldurwangkurpriyay namah:89.bhalchandray namah:90.vishwdhatry namah:91.shivputray namah:92.vinaykay namah;93.lilasevitay namah;94.poornay namah:95.paramsundray namah:96.vighnandhkaray namah:97.sindurvadny namah98.nityay namah;99.vibhwe namah;100.prathampuzitay namah:101.divypadabzay namah:102.bhaktmandaray namah:103.shoormhay namah:104.ratnsighasanay namah:105.manikundmanditay namah:106.bhaktkalyanay namah:107.sahastrshirshne namah:108.mahaganpaty namah
श्री ganesh ashtottarshatnamawali sampooranam
आस्क yr loved ones to chant it n forward it whom you want. thank यू
Neelima sharma

kashmkash
mai udas jeevan ki raho mai
bhatak rahi hu idher-udher
muze suza do rasta aakar
mai jao kis aor kidhar
mere tarkas ka har ban
arjun ka sa sadha nhi
karan ki si vidambana meri
kam k vaqt kala nhi
eklavya ka sa samarpan nhi
pather bhi to guru jidher
koi sujha do muze aakar
mai jao kis aur kidhar
asha ki chingari lekar
har sangram mai larti hu
par us chigari ke sholo
se hamesha mai jalti hu
dosto ke dhoke ne
tod diya hai is kadar
kyo akeli hu mai ab
jao ab kis aor kidhar
bachpan se ab talak
fulo ke sang bari hui
aaj kyo kanto ko yu
apna kar ulazh gyi
fulo ko kyo chitraya
bedardi se maine idhar udher
koi suzha aakar muzhko
mai jao kis aor kidher
aane wale har insaa ko
maine har pal apnaya hai
har dushman ko bhi
maine dil se chaha hai
kyo nhi samaz pai mai
plastic ki duniya hai
koi suzha do aakar
mai jao kis aor kidher
ye zindgi ranshetra nhi
har pal yaha par dhoka hai
yaha par jine ka to
adhikar nhi mera eklota hai
ab to tut gya ye dil is
pather dil duniya se
ab koi na batao muzhe
mai jao kis aor kidher
mai udas ek kinare par
bhatak rahi hu idher udher
nhi chahiye koi bhi rasta
badal gyi hai meri dagar
bhatak rahi hu idher-udher
muze suza do rasta aakar
mai jao kis aor kidhar
mere tarkas ka har ban
arjun ka sa sadha nhi
karan ki si vidambana meri
kam k vaqt kala nhi
eklavya ka sa samarpan nhi
pather bhi to guru jidher
koi sujha do muze aakar
mai jao kis aur kidhar
asha ki chingari lekar
har sangram mai larti hu
par us chigari ke sholo
se hamesha mai jalti hu
dosto ke dhoke ne
tod diya hai is kadar
kyo akeli hu mai ab
jao ab kis aor kidhar
bachpan se ab talak
fulo ke sang bari hui
aaj kyo kanto ko yu
apna kar ulazh gyi
fulo ko kyo chitraya
bedardi se maine idhar udher
koi suzha aakar muzhko
mai jao kis aor kidher
aane wale har insaa ko
maine har pal apnaya hai
har dushman ko bhi
maine dil se chaha hai
kyo nhi samaz pai mai
plastic ki duniya hai
koi suzha do aakar
mai jao kis aor kidher
ye zindgi ranshetra nhi
har pal yaha par dhoka hai
yaha par jine ka to
adhikar nhi mera eklota hai
ab to tut gya ye dil is
pather dil duniya se
ab koi na batao muzhe
mai jao kis aor kidher
mai udas ek kinare par
bhatak rahi hu idher udher
nhi chahiye koi bhi rasta
badal gyi hai meri dagar
सोमवार, 23 मार्च 2009
truth

Ham sab ko har bar apne man ka chaha nhi milta hai.................hamara jo man hai na..... ,usme bahut sare kone hote hai aur har kone ki ek alag ahmiyat hoti hai ,koi pyar ki jagah hoti hai to koi jagah nafrat ki ,koi kona dosti ka hota hai to koi kona sneh n lagaw ka n kisi kone mai kutch aisa bhi jise ham khud se bhi chipate hai...................hamara man sapne bunta rahta hai ................so jo mila hai usko sarv satya man kar aage chalo.....................
लव यू computer

khat se jo darwaza khola ssamne tum they muh dhak kar soye se......... dil jor se dharak utha .....haath kapne lage .. aankhe bhar aayi ..kitne din ke bad tumko dekha ...bhul si gyi thi na tumko ..par tumne bhi shiddat se yad nhi kiya ...tumhe chaha bhi bahut hai maine .... man kiya ke jaldi se choo lo tumko ..bas bhul jao sudh budh .kho jao tumhare saath tumhari duniya mai.... par par ................. kya karoo tumko choo bhi nhi pa rahi n tumhare bina rah bhi nhi pa rahi .kya karu ..jaldi se sham ho n bas main hou n tum howo ....uff kya rishta bana liya hai tumne mere saath ...... jab bhi akeli hoti hu tum jhat se apne mohpash mai bandh lete hi muze tab na tumse dur rahte banta hai na lipat te ......... har emotion tumse share kiye hai har pal tumara sath liya hai .... kai nye rishte bhi bane n kai ban kar bikhre ..... plz mat tarpao itna k kabhi hamko alag hona bhi parey to ho na pay ..... tum to harzai ho tumko koi aur mil jayga par ...........mai ....mai .......... mera kya hoga ..mai kaise rah paogi tumhare bin .......... plz mat banao apna aadi muze .plz chor do na muze mere hal par ...uff kyu aamantrir karrahe ho muk ban kar .tumhari har bhasha main nhi janti fir bhi .tumse pyar hai muze .tumne muze muz se jo milwaya hai ......... meri inner soul se ......uff .ab nhi raha jata .tuzh bin .bas ab aa hi rahi hu na tunhare pas ......... par pahle jitna aadi mat banana .......... .uff kutch hai na tum me jo tumse moh nhi tod pa rahi .bahut hi nirmohi hokar gyi thi dur tumse .k...........................kkkkkkkkkkkk.... ab nhi aaogi tumhare pas .. kabhi bhi nhi ............ sachi .............par ............par ........... ........................ kya karu ab aate jatee tum bar bar nazar jo aa jate ho ................... ......... ufff ........
.Are.. ramu is computer ko zara mere study room mai rakh do................. warna ye नीलिमा fir se इन्टरनेट ki nivia ban jayegi ...........................................
शुक्रवार, 20 मार्च 2009
लव यू hamesha
Aap ye jaan na chahte hai n k main kyo aap se itna pyar
karti hu yaad hai na tumko jab main dulhan bani utri thi aapke
aangan mai aapne kaha tha k bas ab tum meri sirf meri ho bas tabhi tumhari bholi si surat mere man main bas gayi har kadam tumne mera sath diya jaha tum mere sath nhi aa paye tab bhi bare hi pyar se muzko karan bataya "aho kuri leni "ka ahsas har bar dilaya tumhare har sparsh k ahsas dilati wo anguliya mere balo mai ghunghar banati hue tumhari masum si surat gahre tak bhedti se tumhari har awaz ki gambhirta tumhara sirf mera hone ka etbaar tumhare chehre par wo shararti muskaan tumhari upasthiti ki santusht ta tumhari dharkano ki awaz wo tumhara vada kabhi alag na rahne ka ufffffffffffffff janti hu naya nhi hai saath hamara par lagta nhi muze bahut purana aisa lagta hai abhi kal hi ki bat haikai bar liya hai tumhara chumban par aaj bhi pahle chumban ka ahsas hai kai bar chipaya senne mai chehra par aaj bhi wahi pahle wali bat hai kai bar chup karaya hai tumne roti ko aaj bhi vaise hi gudgudati hai aapki batie kai bar hansi hu aaj bhi akele main ab bhi tum jan na chahte ho k kyo karti hu main tumko itna pyar meri har galti ko jo tum seene mai chipai ho har achchi ko tumne dil khol kar saraha hai .... bas aur kitne karan batao k main kyo diwani hu tumhari bas har janam main tum hi mere bano bas yahi kamna hai n ishwar kare y mera pahla janam hao n sath janam tak mere sartaaj bas tum........... just want you to LOVE ME, TRUST ME. DON'T
CRY BUT SMILE FOR ME N MY KIDS

Kal sham ki barish!
kitni खुबसूरत thi
Jo bund bund
tum per
baras rehi थी
kitni खुबसूरत thi
Jo bund bund
tum per
baras rehi थी
Muze b madhosh ker dene wali
tumhariKhusboo se
mehka rehi थी
tumhariKhusboo se
mehka rehi थी
Mujhe aisa lag raha tha
Jaise
Is dharti per
amber तल्ले
Jaise
Is dharti per
amber तल्ले
Sitaro ki hado thak
"SIRF"
do
he
wajood
हैं
"SIRF"
do
he
wajood
हैं
MAIN OR TUM"
par
aaj
tum
kyo
chale
gye
jo
.
.
.
mai
akeli
tumhari
bah
ke
takiye
k
bina
so
nhi
pa
rahi
hu
lot
aana
aaj
hi
basssssss
.
.
.
.
.
.
. some part of poetry is adopted
sorry
par
aaj
tum
kyo
chale
gye
jo
.
.
.
mai
akeli
tumhari
bah
ke
takiye
k
bina
so
nhi
pa
rahi
hu
lot
aana
aaj
hi
basssssss
.
.
.
.
.
.
. some part of poetry is adopted
sorry
shhhhhhhhhhhhh

- Wo bat kaise hue sare mahfil
jo abtak ham-tum mai thi
k meri zindgi ka sara
daromdar tuzh par hai
wo andeshe fursat k
wo anjaan si dastak
wo har bar khilkhilana
wo bat-bat pe gudgudana
wo har bat par larna
wo har bat par zhagarna
wo bat kisi aur ki ho
tumhara jikr mera karna
wo teerchi nazar ka jadu
wo bolti,tatolti aankhe
wo chup chup si muskan
wo becheni ka lahza
wo soch kar kahna
wo bas kahte hi rahna
wo shikwe shikayte khud se
wo narazgi khud se
wo ruthna bhi khud se
wo man jana bhi khud se
k meri zindgi tuzh se hai
k mera vazood tuzh se hai
jo tune chaha tuzhe mila
jo maine chaha wo pa liya
tabhi ab aksar log gate hai
y sare mahfil ki bate hai
k tumhe muzhse mohabbat hai
hamari zingdi ka sara
daromdar
ek duze pe hai........................
मंगलवार, 17 मार्च 2009

- ye jante hue bhi k wo mera nhi
- wo hawa ka jhonka ha
- iwo pani ka bubula hai
- wo badal hai barsne wala
- fir bhi
- mai hawa ko pakarna chahu
- mai badal ko chuna chahu
- mai bubule ko peena chahu
- mai n meri tanhai
- ye kyo teri lat mai
- uljhi rahi aur
- khvabo mai tuje sunti rahi
- rab se y dua hai ab meri
- har tanhai mai tu na ho
- mile har wo jo tu chahe
- par kisi dushman ko bhi
- ab teri jarurat na ho
Mmrigtrishna

ye meri zindgi bhi kya hai
mahaz ek mrigtrishna
jisme zeene ki ichcha hote hue bhi
ham marte hai har pal
aur marne ki aakansha hote hue bhi
zeena parta hai har chan
jeewan n mrityu ki
is zizivisha mai
yatharth evam palayan
k bozh ko sahate
har kadam kabhi kabhi hamdam saaay bhi
zeeye chale zate hai
APNI APNI ZINDGI...
सोमवार, 16 मार्च 2009
Intzaar

Bas kutch hi doori hai muzhme aur sajan mai
aayenge pardesi piya jab chand utrega aangan mai....
virah ki ghariya bit chali
tarap-mailan ke sapno se
ab mera natkhat sajan
mukat karega virah tapno se j
ab se gye pardes piya kitni lambi y judai hai par ab to aane hi wale hai to laga k kalhito hue judai hai ab aane wale hai sajan dil dharka mera barmbar jaldi se kar solah singar khari mai chokat par nain bichay ab der na kar mere singar chand ka darshan hone laga mai bethi hu thal sajay socho to mere pyare sajan ham virah k bad kaise milan ki rat bitay .....................

ek zang laga pinmuchre se kagaz parbikhri hui churiyanaaine k saamne
maili si chadar tumhare bister par ............................ ye kagaz, y chriyan,y chadar yzhuthe fele cup gilassye tumhare betarteeb kapdeek partikatmak bhwankan liy kutch kutch ahsas dilate haiki.................................................................
aazkal tum akele ho tan se bhi ,man se bhi kahi chali gayi hai tumhari..priya,jiya ,AUR USKI HAR SMIRITI KO KUTCH YU SANZOYA HAII.............K USKE LIKHE KAGAZ KO USKI UTRI CHURIYO KOUSKI BICHAI CHADAR KO BAS WAISE HI RAKH CHODA HAI ,WAISE HI RAKH CHODA HAI

kashamkash

Aaj mai kutch likhna chah rahi hupar kya?ye nhi samazh pa rahi hu aur kise?ye bhi nhi janti hu koi bhi to taswir mere samne nhi hai chehre aate hai ,chele jate hai kagaz par aari tirchi lakiro se kutch aspasht se shabdo se ek aks banati hu fir khud khud par se jhunjhala jaati hu pata nhi kya bojh sa dil par hai jo kagaj par uttar nhi pa raha azib si ghutan beecheni jaise mere bhitar kutch kulbula raha hai kutch hai jo bahar aana chah raha hai par kya is vidroh ko mai samazh nhi pa rahi hu tabhi to mkutch likhna chah rahi hu par pata nhi kya likhna chah rahi hu.......... ..
सदस्यता लें
संदेश (Atom)