Lafz lafz
mujhe"lafz" se pyar hai ,
lafz jo bata jate ha....
i kabhi mayne mere pyar ke,
to.......
kabhi rula jata hai bewafai teri ,
mujhe lafz se pyar hai
... yeh lafz hi they na tere ......
jisne mujhe kahi ka nhi rakha ,
yeh lafz hi to hai mere
jo aj bhi muozud mere aas pass
mujhe tere hone ka ahsasa dilate
aaj bhi mere lafzo mai tu kahi lazimi hai ,
aaj hi par tere lafzo mai mai nadarad si
lafzo ne ek kaynat bun di hai mere charo taraf .
tere hone na hone ki .........
bawari si mai ..........
kab tujhse pyar karti thi ........
mai to sirf lafzo se pyar karti thi
tere ............
han tere lafzo se .....
aaj bhi........
....kal bhi
..........................
par tune to mere lafz bhi chin lie na.....................
............BEWAFA
- Neelima Sharma
lafz hi pyar ke karan hote hain to lafz hi dushmani de jate hain....:)
जवाब देंहटाएंmujhe bhi lafzo se hi pyar hain...!
ek suggestion hindi me post karen, aapko khud ko bhi achchha lagega...aur word verification hata den!
word verification kaise hata'te hai pls batatye na
जवाब देंहटाएंkhusurat
जवाब देंहटाएं