लव यू computer





khat se jo darwaza khola ssamne tum they muh dhak kar soye se......... dil jor se dharak utha .....haath kapne lage .. aankhe bhar aayi ..kitne din ke bad tumko dekha ...bhul si gyi thi na tumko ..par tumne bhi shiddat se yad nhi kiya ...tumhe chaha bhi bahut hai maine .... man kiya ke jaldi se choo lo tumko ..bas bhul jao sudh budh .kho jao tumhare saath tumhari duniya mai.... par par ................. kya karoo tumko choo bhi nhi pa rahi n tumhare bina rah bhi nhi pa rahi .kya karu ..jaldi se sham ho n bas main hou n tum howo ....uff kya rishta bana liya hai tumne mere saath ...... jab bhi akeli hoti hu tum jhat se apne mohpash mai bandh lete hi muze tab na tumse dur rahte banta hai na lipat te ......... har emotion tumse share kiye hai har pal tumara sath liya hai .... kai nye rishte bhi bane n kai ban kar bikhre ..... plz mat tarpao itna k kabhi hamko alag hona bhi parey to ho na pay ..... tum to harzai ho tumko koi aur mil jayga par ...........mai ....mai .......... mera kya hoga ..mai kaise rah paogi tumhare bin .......... plz mat banao apna aadi muze .plz chor do na muze mere hal par ...uff kyu aamantrir karrahe ho muk ban kar .tumhari har bhasha main nhi janti fir bhi .tumse pyar hai muze .tumne muze muz se jo milwaya hai ......... meri inner soul se ......uff .ab nhi raha jata .tuzh bin .bas ab aa hi rahi hu na tunhare pas ......... par pahle jitna aadi mat banana .......... .uff kutch hai na tum me jo tumse moh nhi tod pa rahi .bahut hi nirmohi hokar gyi thi dur tumse .k...........................kkkkkkkkkkkk.... ab nhi aaogi tumhare pas .. kabhi bhi nhi ............ sachi .............par ............par ........... ........................ kya karu ab aate jatee tum bar bar nazar jo aa jate ho ................... ......... ufff ........
.Are.. ramu is computer ko zara mere study room mai rakh do................. warna ye नीलिमा fir se इन्टरनेट ki nivia ban jayegi ...........................................

टिप्पणियाँ

एक टिप्पणी भेजें

लोकप्रिय पोस्ट