लव यू hamesha

Aap ye jaan na chahte hai n k main kyo aap se itna pyar
karti hu yaad hai na tumko jab main dulhan bani utri thi aapke
aangan mai aapne kaha tha k bas ab tum meri sirf meri ho bas tabhi tumhari bholi si surat mere man main bas gayi har kadam tumne mera sath diya jaha tum mere sath nhi aa paye tab bhi bare hi pyar se muzko karan bataya "aho kuri leni "ka ahsas har bar dilaya tumhare har sparsh k ahsas dilati wo anguliya mere balo mai ghunghar banati hue tumhari masum si surat gahre tak bhedti se tumhari har awaz ki gambhirta tumhara sirf mera hone ka etbaar tumhare chehre par wo shararti muskaan tumhari upasthiti ki santusht ta tumhari dharkano ki awaz wo tumhara vada kabhi alag na rahne ka ufffffffffffffff janti hu naya nhi hai saath hamara par lagta nhi muze bahut purana aisa lagta hai abhi kal hi ki bat haikai bar liya hai tumhara chumban par aaj bhi pahle chumban ka ahsas hai kai bar chipaya senne mai chehra par aaj bhi wahi pahle wali bat hai kai bar chup karaya hai tumne roti ko aaj bhi vaise hi gudgudati hai aapki batie kai bar hansi hu aaj bhi akele main ab bhi tum jan na chahte ho k kyo karti hu main tumko itna pyar meri har galti ko jo tum seene mai chipai ho har achchi ko tumne dil khol kar saraha hai .... bas aur kitne karan batao k main kyo diwani hu tumhari bas har janam main tum hi mere bano bas yahi kamna hai n ishwar kare y mera pahla janam hao n sath janam tak mere sartaaj bas tum........... just want you to LOVE ME, TRUST ME. DON'T
CRY BUT SMILE FOR ME N MY KIDS

टिप्पणियाँ

लोकप्रिय पोस्ट