• ye jante hue bhi k wo mera nhi

  • wo hawa ka jhonka ha

  • iwo pani ka bubula hai

  • wo badal hai barsne wala

  • fir bhi

  • mai hawa ko pakarna chahu

  • mai badal ko chuna chahu

  • mai bubule ko peena chahu

  • mai n meri tanhai

  • ye kyo teri lat mai

  • uljhi rahi aur

  • khvabo mai tuje sunti rahi

  • rab se y dua hai ab meri

  • har tanhai mai tu na ho

  • mile har wo jo tu chahe

  • par kisi dushman ko bhi

  • ab teri jarurat na ho

टिप्पणियाँ

एक टिप्पणी भेजें

लोकप्रिय पोस्ट