unko ham se pyar nhi ...
.. mai janti hu k unhe ham se pyar nh
i par fir bhi
merar rom rom
meri sans sans
meri soch soch
peecha karti hai unka
koi ........................
unko ek pal dekh bhi na paye
is kadar paritichaya si banti hu
mai janti hu k........
unko meri jarurat nhi
fir bhi
rashq hai mujhe
chand ki chandni se
barish ki boondo se
us garam hawa se
us thandi pawan se
jo unko chu kar jati hai
mai janti hu ............
unko ham se pyar nhi to kya hua.........
. aey jaan . . . ....................
.
.
.
.
. to kya hua ......
kabhi to tha na unko bhi ..........
ham ko to un se pyar hai.......................... aaj bhi ............................................... neelima nivia ...

टिप्पणियाँ

  1. kushnaseeb hain woh jineh koi ahsasoin mein jinda rakhta hai......jab unheh ehsas hoga tab shayad bahut der na ho jaye....

    जवाब देंहटाएं
  2. har pyaar karne wala isi ummeed ke sath jeeta hai....ki ek din unhe ahsas zarur hoga...par afsos....aisa hamesha nahi hota....aur aaj ka daur to aisa hai...ki har cheez ka substitute logon ke paas hai....chahe vo machine ho ya insan.... but i'm not a pessimist....i believe that real love always comes back....

    loved your poem....:-)

    जवाब देंहटाएं

एक टिप्पणी भेजें

लोकप्रिय पोस्ट