kah do na!!!!!!!!!!!
bas
aaj
ek bar
tum
kah hi
do
ki...........
tumne
kabhi
chaha tha
mujhe
gulabo
ki tarah!!!!!!!!!!!!!!!!!!
aaj
sirf
kanto
se
shikayat
kyo??????????
yeeeee
tab bhi
sath hi
they na!!!!!!
tab
tumne
sirf
gulab
jana
mujhe.....
aaj ye
et raj kyo???
kya
khushboo
kam
ho gyi hai

ya mai ..............................

टिप्पणियाँ

एक टिप्पणी भेजें

लोकप्रिय पोस्ट