woh aksar
sochta hai ,
meri aankho mai
jhakkar
k kya mai badal gyi hu
ya
aaj bhi wahi hu ab mera koi dard
ab usko pata
kyu nhi chalta hai
. woh aksar tatolta hai
meri aankho ko
.....................
nhi janta woh
mai bhi uski
parchai hu
chuppa jati hu
apne sab dard
ab aksar
apni
alhar si muskan k peeche
bas palko ko gira
apni aankho mai >>>>>>>>>>>>>>>>neelima nivia
sochta hai ,
meri aankho mai
jhakkar
k kya mai badal gyi hu
ya
aaj bhi wahi hu ab mera koi dard
ab usko pata
kyu nhi chalta hai
. woh aksar tatolta hai
meri aankho ko
.....................
nhi janta woh
mai bhi uski
parchai hu
chuppa jati hu
apne sab dard
ab aksar
apni
alhar si muskan k peeche
bas palko ko gira
apni aankho mai >>>>>>>>>>>>>>>>neelima nivia
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें